- Movie: Ek Mahal Ho Sapnon Ka (1975)
- Singer: Kishor Kumar
- Song link: Click Here
Dekha hai zindagi ko
Kuch itna kareeb se
Chehare tamam lagne lage
Hein ajeeb se ||
Kahneko ko dil ki baat
Jinhe doondte te hum
Mehfil mein aa gaye hein vo
Apne naseeb se ||dekha hai||
Neelam ho raha tha
Kisi nazni ka pyaar
Kemath nahi chukayi gayi
Ek gareeb se ||dekha hai||
Teri vafa ki lash pe
La mein hi dal doon
Resham ka ye kafan jo
Mila hai rakeeb se ||dekha hai||
गाना
देखा है जिन्दगी को
कुछ इतना करीब से
चहरे तमाम लगने लगे
हैं अजीब से ||
कहने को दिल की बात
जिन्हें ढूंढ़ते थे हम
महफिल में आ गए हैं वो
अपने नसीब से || १ ||
नीलाम हो रहा था
किसी नाज़नी का प्यार
कीमत नहीं चुकाई गई
इक गरीब से || २ ||
तेरी वफ़ा की लाश पे
ला मैं ही डाल दूं
रेशम का ये कफन जो
मिला है रकीब से || ३ ||

No comments:
Post a Comment