Movie: Bazaar (1982)
Singer: Lata Mangeshkar
Song link: Click Here
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya,
Hamen aapse bhi juda kar chale!
Jabin sajada karte hi karte gayi,
Hak-ye-bandagi hum ada kar chale!
Parastish ki yaan tak ki ye but tujhe,
Nazar mein sabon ki khuda kar chale!
Bahut aarzoo thi gali ki teri,
So yaan se lahoo mein naha kar chale!
गाना
दिखाई दिए यूँ के बेखुद किया,
हमें आपसे भी जुदा कर चले !
जबीं सजदा करते ही करते गई,
हक़-ए -बंदगी हम अदा कर चले !
परस्तिश की याँ तक की ऐ बुत तुझे,
नज़र में सबों की खुदा कर चले !
बहुत आरजू थी गली की तेरी,
सो याँ से लहू में नहा कर चले !

No comments:
Post a Comment