Movie: Barsaat Ki Raat (1960)
Singer: Mohammed Rafi
Song link: Click Here
Maine shayad tumhen pehle bhi kahin dekha hai!
Ajnabi-si ho, magar gaur nahin lagti ho,
Vahm se bhi jo ho nazuk wo yakin lagti ho!
Haaye ye phool-sa chehera, ye ghaneri julphen,
Mere sheron se bhi tum mujhko hansi lagti ho!
Dekhakar tumko kisee raat ki yaad aati hai,
Ek khamosh mulaakat ki yaad aati hai!
Zehan mein husn ki tandak ka asar jaagata hai,
Aanch deti hui barsat ki yaad aati hai!
Jiski palken meri aankhon pe jhuki rehti hain,
Tum wahi mere khayalon ki pari ho ki nahin!
Kahin pehle ki tarah phir to na kho jaaoogi,
Jo hamesha ke liye ho, wo khushi ho ki nahin!
गाना
मैंने शायद तुम्हें पहले भी कहीं देखा है !
अजनबी-सी हो, मगर ग़ौर नहीं लगती हो,
वहम से भी जो हो नाज़ुक वो यकीं लगाती हो !
हाए ये फूल-सा चेहरा, ये घनेरी जुल्फें
मेरे शेरों से भी तुम मुझको हंसी लगती हो !
देखकर तुमको किसी रात की याद आती है
एक ख़ामोश मुलाक़ात की याद आती है !
ज़हन में हुस्न की ठंडक का असर जागता है,
आँच देती हुई बरसात की याद आती है !
जिसकी पलकें मेरी आँखों पे झुकी रहती हैं,
तुम वही मेरे ख़यालों की परी हो कि नहीं !
कहीं पहले की तरह फिर तो न खो जाओगी,
जो हमेशा के लिए हो, वो खुशी हो कि नहीं !
No comments:
Post a Comment