Movie: Anjuman (1986)
Singer: Shabana Azmi
Song link: Click Here
Tujhse hoti bhi to kya, hoti shikaayat mujhko,
Tere milne se mili, dard ki doulat mujhko ||
Zindagi ke bhi kai karz hain baaki mujhpar,
Ye bhi accha hai, na raas, aayi mohabbat mujhko ||
Teri yaadon ke ghane saaye se rukhsat chahoon,
Phir bulati hai kahin, bhookh-ki shiddat mujhko ||
Saari duniya mere khabon ki tarah ho jaaye,
Ab to le-deke yahi ek hai hasrat mujhko ||
गाना
तुझसे होती भी तो क्या, होती शिकायत मुझको,
तेरे मिलने से मिली, दर्द की दौलत मुझको।
ज़िंदगी के भी कई क़र्ज़ हैं बाक़ी मुझपर,
ये भी अच्छा है, न रास, आई मोहब्बत मुझको।
तेरी यादों के घने साए से रुख्सत चाहूँ,
फिर बुलाती है कहीं, भूख-की शिद्दत मुझको।
सारी दुनिया मेरे खाबों की तरह हो जाए,
अब तो ले-देके यही एक है हसरत मुझको।

No comments:
Post a Comment